Surah Al-Baqara Verse 261 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraمَّثَلُ ٱلَّذِينَ يُنفِقُونَ أَمۡوَٰلَهُمۡ فِي سَبِيلِ ٱللَّهِ كَمَثَلِ حَبَّةٍ أَنۢبَتَتۡ سَبۡعَ سَنَابِلَ فِي كُلِّ سُنۢبُلَةٖ مِّاْئَةُ حَبَّةٖۗ وَٱللَّهُ يُضَٰعِفُ لِمَن يَشَآءُۚ وَٱللَّهُ وَٰسِعٌ عَلِيمٌ
Jo log apne maal Allah ki raah mein sarf (kharch) karte hain, unke kharch ki misaal aisi hai, jaise ek dana boya (sow) jaye aur uske saat (seven) baalein niklein aur har baal mein sau (hundred) daaney hon, isi tarah Allah jiske amal ko chahta hai afzoni (manifold/zyada) ata farmata hai , woh faraag dast (All-Embracing) bhi hai aur aleem bhi