۞قَوۡلٞ مَّعۡرُوفٞ وَمَغۡفِرَةٌ خَيۡرٞ مِّن صَدَقَةٖ يَتۡبَعُهَآ أَذٗىۗ وَٱللَّهُ غَنِيٌّ حَلِيمٞ
Ek meetha bol aur kisi nagawaar baat par zara si chasm poshi (forbearance) us khairaat se behtar hai, jiske pichey dukh ho. Allah be-niyaz hai aur burdbaari (forbearing) uski siffat hai
Author: Abul Ala Maududi