Surah Al-Baqara Verse 271 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraإِن تُبۡدُواْ ٱلصَّدَقَٰتِ فَنِعِمَّا هِيَۖ وَإِن تُخۡفُوهَا وَتُؤۡتُوهَا ٱلۡفُقَرَآءَ فَهُوَ خَيۡرٞ لَّكُمۡۚ وَيُكَفِّرُ عَنكُم مِّن سَيِّـَٔاتِكُمۡۗ وَٱللَّهُ بِمَا تَعۡمَلُونَ خَبِيرٞ
Agar apne sadaqaat elaniya (openly) do to yeh bhi accha hai, lekin agar chupa kar haajat-mandon ko do to yeh tumhare haqq mein zyada behtar hai, tumhari bahut si buraiyan is tarz e amal se mehw (expiate) ho jati hain .Aur jo kuch tum karte ho Allah ko bahar haal uski khabar hai