Surah Al-Baqara Verse 285 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraءَامَنَ ٱلرَّسُولُ بِمَآ أُنزِلَ إِلَيۡهِ مِن رَّبِّهِۦ وَٱلۡمُؤۡمِنُونَۚ كُلٌّ ءَامَنَ بِٱللَّهِ وَمَلَـٰٓئِكَتِهِۦ وَكُتُبِهِۦ وَرُسُلِهِۦ لَا نُفَرِّقُ بَيۡنَ أَحَدٖ مِّن رُّسُلِهِۦۚ وَقَالُواْ سَمِعۡنَا وَأَطَعۡنَاۖ غُفۡرَانَكَ رَبَّنَا وَإِلَيۡكَ ٱلۡمَصِيرُ
rasool imaan laaya us cheez par jo us ki taraf Allah ta’ala ki jaanib se utri aur momin bhi imaan laaye, ye sab Allah ta’ala aur us ke farishto par aur us ki kitaabo par aur us ke rasulo par imaan laaye, us ke rasulo mein se kisi mein hum tafreeq79 nahi karte, unhone keh diya ke hum ne suna aur ita’ath ki, hum teri baqshish talab karte hai, aye hamaare rab! aur hamein teri hee taraf lautna hai