Surah Al-Baqara Verse 30 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَإِذۡ قَالَ رَبُّكَ لِلۡمَلَـٰٓئِكَةِ إِنِّي جَاعِلٞ فِي ٱلۡأَرۡضِ خَلِيفَةٗۖ قَالُوٓاْ أَتَجۡعَلُ فِيهَا مَن يُفۡسِدُ فِيهَا وَيَسۡفِكُ ٱلدِّمَآءَ وَنَحۡنُ نُسَبِّحُ بِحَمۡدِكَ وَنُقَدِّسُ لَكَۖ قَالَ إِنِّيٓ أَعۡلَمُ مَا لَا تَعۡلَمُونَ
aur jab tere rub ne farishto se kaha ke main zameen mein qalifa banaane wala hoon, to unhone kaha, aise shaqs ko kyo paida karta hai jo zameen mein fasaad kare aur qoon bahaaye? aur hum teri tasbih humdh pakizgi bayaan karne waale hai, Allah ta’ala ne farmaaya jo mein jaanta hoon tum nahi jaante