Surah Al-Baqara Verse 33 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraقَالَ يَـٰٓـَٔادَمُ أَنۢبِئۡهُم بِأَسۡمَآئِهِمۡۖ فَلَمَّآ أَنۢبَأَهُم بِأَسۡمَآئِهِمۡ قَالَ أَلَمۡ أَقُل لَّكُمۡ إِنِّيٓ أَعۡلَمُ غَيۡبَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ وَأَعۡلَمُ مَا تُبۡدُونَ وَمَا كُنتُمۡ تَكۡتُمُونَ
Allah ta’ala ne (hazrath)Aadam(alaihissalam) se farmaya tum in ke naam batado, jab unhone bata diye to farmaya ke kya main ne tumhe (pehle hee) na kaha tha ke zameen aur asmaan ka ghayb main hee jaanta hoon aur mere ilm mein hai jo tum zaaher kar rahe ho aur jo tum chipaate thein