Surah Al-Baqara Verse 54 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَإِذۡ قَالَ مُوسَىٰ لِقَوۡمِهِۦ يَٰقَوۡمِ إِنَّكُمۡ ظَلَمۡتُمۡ أَنفُسَكُم بِٱتِّخَاذِكُمُ ٱلۡعِجۡلَ فَتُوبُوٓاْ إِلَىٰ بَارِئِكُمۡ فَٱقۡتُلُوٓاْ أَنفُسَكُمۡ ذَٰلِكُمۡ خَيۡرٞ لَّكُمۡ عِندَ بَارِئِكُمۡ فَتَابَ عَلَيۡكُمۡۚ إِنَّهُۥ هُوَ ٱلتَّوَّابُ ٱلرَّحِيمُ
jab (hazrath) Moosa (alaihissalaam) ne apni khaum se kaha ke aye meri khaum! bachde ko maboodh bana kar tumne apni jaano par zulm kiya hai, ab tum apne paida karne waale ki taraf rujo karo, apne ko aapas mein qatal karo, tumhaari behteri Allah ta’ala ke nazdeek isi mein hai, to us ne tumhaari tauba qubool ki,wo tauba qubool karne waala aur rahem wa karam karne waala hai