Surah Al-Baqara Verse 62 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraإِنَّ ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ وَٱلَّذِينَ هَادُواْ وَٱلنَّصَٰرَىٰ وَٱلصَّـٰبِـِٔينَ مَنۡ ءَامَنَ بِٱللَّهِ وَٱلۡيَوۡمِ ٱلۡأٓخِرِ وَعَمِلَ صَٰلِحٗا فَلَهُمۡ أَجۡرُهُمۡ عِندَ رَبِّهِمۡ وَلَا خَوۡفٌ عَلَيۡهِمۡ وَلَا هُمۡ يَحۡزَنُونَ
Yaqeen jaano ke Nabi e arabi ko maanne waley hon ya yahudi, Isayi hon ya Sabyi, jo bhi Allah aur roz e aakhir par iman layega aur neik amal karega, uska ajar uske Rubb ke paas hai aur uske liye kisi khauf aur ranjh ka mauqa nahin hai