Surah Al-Baqara Verse 68 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraقَالُواْ ٱدۡعُ لَنَا رَبَّكَ يُبَيِّن لَّنَا مَا هِيَۚ قَالَ إِنَّهُۥ يَقُولُ إِنَّهَا بَقَرَةٞ لَّا فَارِضٞ وَلَا بِكۡرٌ عَوَانُۢ بَيۡنَ ذَٰلِكَۖ فَٱفۡعَلُواْ مَا تُؤۡمَرُونَ
Bole, accha apne Rubb se darkhwast karo ke woh humein is gai ki kuch tafseel bataye, Moosa ne kaha, Allah ka irshad hai ke woh aisi gai honi chahiye jo na boodhi ho na bachhiya, balke ausat umar ki ho, lihaza jo hukm diya jata hai uski tameel karo