Surah Al-Baqara Verse 69 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraقَالُواْ ٱدۡعُ لَنَا رَبَّكَ يُبَيِّن لَّنَا مَا لَوۡنُهَاۚ قَالَ إِنَّهُۥ يَقُولُ إِنَّهَا بَقَرَةٞ صَفۡرَآءُ فَاقِعٞ لَّوۡنُهَا تَسُرُّ ٱلنَّـٰظِرِينَ
Phir kehne lagey apne Rubb se yeh aur puch do ke uska rang kaisa ho, Moosa ne kaha woh farmata hai zard (yellow) rang ki gai honi chahiye, jiska rang aisa shukh (bright) ho ke dekhne walon ka jee khush ho jaye