Surah Al-Baqara Verse 71 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraقَالَ إِنَّهُۥ يَقُولُ إِنَّهَا بَقَرَةٞ لَّا ذَلُولٞ تُثِيرُ ٱلۡأَرۡضَ وَلَا تَسۡقِي ٱلۡحَرۡثَ مُسَلَّمَةٞ لَّا شِيَةَ فِيهَاۚ قَالُواْ ٱلۡـَٰٔنَ جِئۡتَ بِٱلۡحَقِّۚ فَذَبَحُوهَا وَمَا كَادُواْ يَفۡعَلُونَ
Moosa ne jawab diya: Allah kehta hai ke woh aisi gai hai jissey khidmat nahin li jati, na zameen joth-ti hai na pani kheenchti hai, saheeh saalim aur be-daag hai, ispar woh pukaar utthey ke haan, ab tumne theek pata bataya hai,phir unhone usey zibaah kiya, warna woh aisa karte maloom na hotay thay