Surah Al-Baqara Verse 71 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraقَالَ إِنَّهُۥ يَقُولُ إِنَّهَا بَقَرَةٞ لَّا ذَلُولٞ تُثِيرُ ٱلۡأَرۡضَ وَلَا تَسۡقِي ٱلۡحَرۡثَ مُسَلَّمَةٞ لَّا شِيَةَ فِيهَاۚ قَالُواْ ٱلۡـَٰٔنَ جِئۡتَ بِٱلۡحَقِّۚ فَذَبَحُوهَا وَمَا كَادُواْ يَفۡعَلُونَ
aap ne farmaya ke Allah ka farmaan hai ke wo gaaye kaam karne waali zameen mein hal jootne wali aur kheto ko paani pilaane wali nahi, wo tandrusth aur be-daagh hai, unhone ne kaha ab aap ne haq waazeh kar diya, go wo hukm bardaari ke qareeb na thein, lekin ose maana aur wo gaaye zubah kardi