Surah Al-Baqara Verse 74 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraثُمَّ قَسَتۡ قُلُوبُكُم مِّنۢ بَعۡدِ ذَٰلِكَ فَهِيَ كَٱلۡحِجَارَةِ أَوۡ أَشَدُّ قَسۡوَةٗۚ وَإِنَّ مِنَ ٱلۡحِجَارَةِ لَمَا يَتَفَجَّرُ مِنۡهُ ٱلۡأَنۡهَٰرُۚ وَإِنَّ مِنۡهَا لَمَا يَشَّقَّقُ فَيَخۡرُجُ مِنۡهُ ٱلۡمَآءُۚ وَإِنَّ مِنۡهَا لَمَا يَهۡبِطُ مِنۡ خَشۡيَةِ ٱللَّهِۗ وَمَا ٱللَّهُ بِغَٰفِلٍ عَمَّا تَعۡمَلُونَ
phir us ke baadh tumhaare dil patthar jaise, balke us se bhi zyaada saqth ho gaye, baaz pattharo se to nehre beh nikalti hai aur baaz phat jaate hai aur un se paani nikal aata hai aur baaz Allah ta’ala ke darr se gir gir padte hai aur tum Allah ta’ala ko apne amaal se ghaafil na jaano