Surah Al-Baqara Verse 87 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَلَقَدۡ ءَاتَيۡنَا مُوسَى ٱلۡكِتَٰبَ وَقَفَّيۡنَا مِنۢ بَعۡدِهِۦ بِٱلرُّسُلِۖ وَءَاتَيۡنَا عِيسَى ٱبۡنَ مَرۡيَمَ ٱلۡبَيِّنَٰتِ وَأَيَّدۡنَٰهُ بِرُوحِ ٱلۡقُدُسِۗ أَفَكُلَّمَا جَآءَكُمۡ رَسُولُۢ بِمَا لَا تَهۡوَىٰٓ أَنفُسُكُمُ ٱسۡتَكۡبَرۡتُمۡ فَفَرِيقٗا كَذَّبۡتُمۡ وَفَرِيقٗا تَقۡتُلُونَ
hum ne (hazrath) Moosa ko kitaab di aur un ke piche aur rasool bheje aur hum ne (hazrath) Isa ibn Maryam ko roushan dalile di aur ruhul qudus17 se un ki tayeed karwaayi, lekin jab kabhi tumhaare paas rasool wo cheez laaye jo tumhaari tabiyato ke qilaaf thi, tum ne jhat se takabbur kiya, pas baaz ko to jhutla diya aur baaz ko qatal bhi kar daala