Surah Taha Verse 130 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Tahaفَٱصۡبِرۡ عَلَىٰ مَا يَقُولُونَ وَسَبِّحۡ بِحَمۡدِ رَبِّكَ قَبۡلَ طُلُوعِ ٱلشَّمۡسِ وَقَبۡلَ غُرُوبِهَاۖ وَمِنۡ ءَانَآيِٕ ٱلَّيۡلِ فَسَبِّحۡ وَأَطۡرَافَ ٱلنَّهَارِ لَعَلَّكَ تَرۡضَىٰ
Pas (aey Muhammad), jo baatein yeh log banate hain unpar sabr karo, aur apne Rubb ki hamd o sana ke saath uski tasbeeh karo Suraj nikalne se pehle aur guroob honay se pehle, aur raat ke auqat mein bhi tasbeeh karo aur din ke kinaron par bhi, shayad ke tum raazi ho jao