Surah Taha Verse 130 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Tahaفَٱصۡبِرۡ عَلَىٰ مَا يَقُولُونَ وَسَبِّحۡ بِحَمۡدِ رَبِّكَ قَبۡلَ طُلُوعِ ٱلشَّمۡسِ وَقَبۡلَ غُرُوبِهَاۖ وَمِنۡ ءَانَآيِٕ ٱلَّيۡلِ فَسَبِّحۡ وَأَطۡرَافَ ٱلنَّهَارِ لَعَلَّكَ تَرۡضَىٰ
pas un ki baatho par sabr kar aur apne parvardigaar ki tasbih aur tareef bayaan karta reh, suraj nikalne se pehle aur us ke dubne se pehle, raath ke muqtalif waqto mein bhi aur din ke hisso mein bhi tasbih karta reh, bahuth mumkin hai ke tu raazi ho jaaye