Surah Taha Verse 71 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Tahaقَالَ ءَامَنتُمۡ لَهُۥ قَبۡلَ أَنۡ ءَاذَنَ لَكُمۡۖ إِنَّهُۥ لَكَبِيرُكُمُ ٱلَّذِي عَلَّمَكُمُ ٱلسِّحۡرَۖ فَلَأُقَطِّعَنَّ أَيۡدِيَكُمۡ وَأَرۡجُلَكُم مِّنۡ خِلَٰفٖ وَلَأُصَلِّبَنَّكُمۡ فِي جُذُوعِ ٱلنَّخۡلِ وَلَتَعۡلَمُنَّ أَيُّنَآ أَشَدُّ عَذَابٗا وَأَبۡقَىٰ
feraun kehne laga ke kya meri ijaazath se pehle hee tum us par imaan le aaye? Yaqinan yahi tumhaara wo bada buzrug hai, jis ne tum sab ko jaadu sikhaaya hai, (sun lo) main tumhaare haath paao ulte sidhe katwa kar tum sab ko khajoor ke tano mein soli par latak waa donga, aur tumhe puri tarah maloom ho jayega ke hum mein se kis ki maar zyaada saqth aur der pa hai