Surah Taha Verse 72 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Tahaقَالُواْ لَن نُّؤۡثِرَكَ عَلَىٰ مَا جَآءَنَا مِنَ ٱلۡبَيِّنَٰتِ وَٱلَّذِي فَطَرَنَاۖ فَٱقۡضِ مَآ أَنتَ قَاضٍۖ إِنَّمَا تَقۡضِي هَٰذِهِ ٱلۡحَيَوٰةَ ٱلدُّنۡيَآ
Jaadugaron (magicians) ne jawab diya “qasam hai us zaat ki jisne humein paida kiya hai, yeh hargiz nahin ho sakta ke hum roshan nishaniyan samne aa janey ke baad bhi (sadaqat par) tujhey tarjeeh dein. Tu jo kuch karna chahey karle, tu zyada se zyada bas isi duniya ki zindagi ka faisla kar sakta hai