Surah Taha Verse 86 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Tahaفَرَجَعَ مُوسَىٰٓ إِلَىٰ قَوۡمِهِۦ غَضۡبَٰنَ أَسِفٗاۚ قَالَ يَٰقَوۡمِ أَلَمۡ يَعِدۡكُمۡ رَبُّكُمۡ وَعۡدًا حَسَنًاۚ أَفَطَالَ عَلَيۡكُمُ ٱلۡعَهۡدُ أَمۡ أَرَدتُّمۡ أَن يَحِلَّ عَلَيۡكُمۡ غَضَبٞ مِّن رَّبِّكُمۡ فَأَخۡلَفۡتُم مَّوۡعِدِي
Moosa sakht gussey aur ranjj ki halat mein apni qaum ki taraf palta. Jaakar usne kaha “aey meri qaum ke logon, kya tumhare Rubb ne tumse acchey wadey nahin kiye thay? Kya tumhein din lag gaye hain? Ya tum apne Rubb ka gazab hi apne upar lana chahte thay ke tumne mujhse wada khilafi ki?”