Surah Taha Verse 86 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Tahaفَرَجَعَ مُوسَىٰٓ إِلَىٰ قَوۡمِهِۦ غَضۡبَٰنَ أَسِفٗاۚ قَالَ يَٰقَوۡمِ أَلَمۡ يَعِدۡكُمۡ رَبُّكُمۡ وَعۡدًا حَسَنًاۚ أَفَطَالَ عَلَيۡكُمُ ٱلۡعَهۡدُ أَمۡ أَرَدتُّمۡ أَن يَحِلَّ عَلَيۡكُمۡ غَضَبٞ مِّن رَّبِّكُمۡ فَأَخۡلَفۡتُم مَّوۡعِدِي
pas Mosa!(alaihissalaam) saqth ghazabnaak ho kar ranj ke saath waapas laute, aur kehne lage ke aye meri khaum waalo ! kya tum se tumhaare parvardigaar ne nek waada nahi kiya tha? kya us ki muddath tumhe lambi maloom hoyi ? balke tumhara iraada hee ye hai ke tum par tumhaare parvardigaar ka ghazab naazil ho? Ke tum ne mere waade ka qilaaf kiya