Surah Taha Verse 96 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Tahaقَالَ بَصُرۡتُ بِمَا لَمۡ يَبۡصُرُواْ بِهِۦ فَقَبَضۡتُ قَبۡضَةٗ مِّنۡ أَثَرِ ٱلرَّسُولِ فَنَبَذۡتُهَا وَكَذَٰلِكَ سَوَّلَتۡ لِي نَفۡسِي
Usne jawab diya “ maine woh cheez dekhi jo in logon ko nazar na aayi, pas maine Rasool ke nakshe qadam se ek mutthi utha li aur usko daal diya, mere nafs ne mujhey kuch aisa hi sujhaya”