Surah Taha Verse 97 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Tahaقَالَ فَٱذۡهَبۡ فَإِنَّ لَكَ فِي ٱلۡحَيَوٰةِ أَن تَقُولَ لَا مِسَاسَۖ وَإِنَّ لَكَ مَوۡعِدٗا لَّن تُخۡلَفَهُۥۖ وَٱنظُرۡ إِلَىٰٓ إِلَٰهِكَ ٱلَّذِي ظَلۡتَ عَلَيۡهِ عَاكِفٗاۖ لَّنُحَرِّقَنَّهُۥ ثُمَّ لَنَنسِفَنَّهُۥ فِي ٱلۡيَمِّ نَسۡفًا
Moosa ne kaha, “accha to jaa, ab zindagi bhar tujhey yahi pukarte rehna hai ke mujhey na choona aur tere liye baaz-purs ka ek waqt muqarrar hai jo tujhse hargiz na taleyga aur dekh apne is khuda ko jispar tu richa (cherished so much) hua tha, ab hum usey jala daalenge aur reza reza karke dariya mein baha denge