Surah Taha Verse 97 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Tahaقَالَ فَٱذۡهَبۡ فَإِنَّ لَكَ فِي ٱلۡحَيَوٰةِ أَن تَقُولَ لَا مِسَاسَۖ وَإِنَّ لَكَ مَوۡعِدٗا لَّن تُخۡلَفَهُۥۖ وَٱنظُرۡ إِلَىٰٓ إِلَٰهِكَ ٱلَّذِي ظَلۡتَ عَلَيۡهِ عَاكِفٗاۖ لَّنُحَرِّقَنَّهُۥ ثُمَّ لَنَنسِفَنَّهُۥ فِي ٱلۡيَمِّ نَسۡفًا
kaha accha ja, dunya ki zindagi mein teri saza yahi hai ke tu kehta rahe ke mujhe na chona aur ek aur bhi waada tere saath hai jo tujh se har giz na talega, aur ab tu apne is maboodh ko bhi dekh lena jis ka etekaaf kiye hoye tha ke hum ose jala kar darya mein reza reza uda denge