Surah Al-Anbiya Verse 47 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anbiyaوَنَضَعُ ٱلۡمَوَٰزِينَ ٱلۡقِسۡطَ لِيَوۡمِ ٱلۡقِيَٰمَةِ فَلَا تُظۡلَمُ نَفۡسٞ شَيۡـٔٗاۖ وَإِن كَانَ مِثۡقَالَ حَبَّةٖ مِّنۡ خَرۡدَلٍ أَتَيۡنَا بِهَاۗ وَكَفَىٰ بِنَا حَٰسِبِينَ
Qayamat ke roz hum theek theek toalne waley tarazu rakh dengey, phir kisi shaks par zarra barabar zulm na hoga. Jiska rai (mustard seed) ke daane ke barabar bhi kuch kiya dhara hoga woh hum saamne le aayenge aur hisaab lagane ke liye hum kafi hain