Surah Al-Anbiya Verse 47 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anbiyaوَنَضَعُ ٱلۡمَوَٰزِينَ ٱلۡقِسۡطَ لِيَوۡمِ ٱلۡقِيَٰمَةِ فَلَا تُظۡلَمُ نَفۡسٞ شَيۡـٔٗاۖ وَإِن كَانَ مِثۡقَالَ حَبَّةٖ مِّنۡ خَرۡدَلٍ أَتَيۡنَا بِهَاۗ وَكَفَىٰ بِنَا حَٰسِبِينَ
qayaamath ke din hum darmiyaan mein la rakhenge, theek theek tolne waali taraazu ko, phir kisi par kuch bhi zulm na kiya jayega aur agar ek raayi ke daane ke baraabar bhi amal hoga, hum ose la haazir karenge aur hum kaafi hai hisaab karne waale