Surah Al-Hajj Verse 44 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Hajjوَأَصۡحَٰبُ مَدۡيَنَۖ وَكُذِّبَ مُوسَىٰۖ فَأَمۡلَيۡتُ لِلۡكَٰفِرِينَ ثُمَّ أَخَذۡتُهُمۡۖ فَكَيۡفَ كَانَ نَكِيرِ
Aur ehle madyan bhi jhutla chuke hain aur Moosa bhi jhutlaye jaa chuke hain. Un sab munkireen ko maine pehle mohlat di , phir pakad liya. Ab dekhlo ke meri uqubat(chastisement) kaisi thi