Surah Al-Hajj Verse 72 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hajjوَإِذَا تُتۡلَىٰ عَلَيۡهِمۡ ءَايَٰتُنَا بَيِّنَٰتٖ تَعۡرِفُ فِي وُجُوهِ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ ٱلۡمُنكَرَۖ يَكَادُونَ يَسۡطُونَ بِٱلَّذِينَ يَتۡلُونَ عَلَيۡهِمۡ ءَايَٰتِنَاۗ قُلۡ أَفَأُنَبِّئُكُم بِشَرّٖ مِّن ذَٰلِكُمُۚ ٱلنَّارُ وَعَدَهَا ٱللَّهُ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْۖ وَبِئۡسَ ٱلۡمَصِيرُ
jab un ke saamne hamaare kalaam ki khuli hoyi aayato ki tilaawath ki jaati hai, to aap kaafiro ke chehro par na khushi ke saaf aasaar pehchaan lete hai, wo to qareeeb hote hai ke hamaari aayate sunaane waalo par hamla kar baithe, keh dijiye ke kya main tumhe us se bhi zyaada badh-tar qabar doon, wo aag hai, jis ka waada Allah ne kaafiro se kar rakha hai aur wo bahuth hee buri jageh hai