Surah Al-Hajj Verse 73 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hajjيَـٰٓأَيُّهَا ٱلنَّاسُ ضُرِبَ مَثَلٞ فَٱسۡتَمِعُواْ لَهُۥٓۚ إِنَّ ٱلَّذِينَ تَدۡعُونَ مِن دُونِ ٱللَّهِ لَن يَخۡلُقُواْ ذُبَابٗا وَلَوِ ٱجۡتَمَعُواْ لَهُۥۖ وَإِن يَسۡلُبۡهُمُ ٱلذُّبَابُ شَيۡـٔٗا لَّا يَسۡتَنقِذُوهُ مِنۡهُۚ ضَعُفَ ٱلطَّالِبُ وَٱلۡمَطۡلُوبُ
logo! ek misaal bayaan ki ja rahi hai, zara kaan laga kar sun lo, Allah ke siva jin jin ko tum pukaarte rahe ho, wo ek makkhi bhi to paida nahi kar sakte, go saare ke saare jama ho jaaye, balke agar makkhi un se koyi cheez le bhaage to, ye to ose bhi us se cheen nahi sakte, bada bodha hai talab karne waala aur bada bodha hai wo, jis se talab kiya jaa raha hai