Surah Al-Mumenoon Verse 24 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Mumenoonفَقَالَ ٱلۡمَلَؤُاْ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ مِن قَوۡمِهِۦ مَا هَٰذَآ إِلَّا بَشَرٞ مِّثۡلُكُمۡ يُرِيدُ أَن يَتَفَضَّلَ عَلَيۡكُمۡ وَلَوۡ شَآءَ ٱللَّهُ لَأَنزَلَ مَلَـٰٓئِكَةٗ مَّا سَمِعۡنَا بِهَٰذَا فِيٓ ءَابَآئِنَا ٱلۡأَوَّلِينَ
Uski qaum ke jin sardaaron ne maanne se inkar kiya woh kehne lagey ke “yeh shaks kuch nahin hai magar ek bashar(Insaan) tum hi jaisa. Iski garz yeh hai ke tumpar bartari (superiority) haasil karey. Allah ko agar bhejna hota to farishtey bhejta.Yeh baat to humne kabhi apne baap dada ke waqton mein suni hi nahin ( ke bashar Rasool bankar aaye)