Surah Al-Mumenoon Verse 27 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Mumenoonفَأَوۡحَيۡنَآ إِلَيۡهِ أَنِ ٱصۡنَعِ ٱلۡفُلۡكَ بِأَعۡيُنِنَا وَوَحۡيِنَا فَإِذَا جَآءَ أَمۡرُنَا وَفَارَ ٱلتَّنُّورُ فَٱسۡلُكۡ فِيهَا مِن كُلّٖ زَوۡجَيۡنِ ٱثۡنَيۡنِ وَأَهۡلَكَ إِلَّا مَن سَبَقَ عَلَيۡهِ ٱلۡقَوۡلُ مِنۡهُمۡۖ وَلَا تُخَٰطِبۡنِي فِي ٱلَّذِينَ ظَلَمُوٓاْ إِنَّهُم مُّغۡرَقُونَ
to hum ne un ki taraf wahi bheji, ke tu hamaari aankho ke saamne hamaari wahi ke mutaabiq ek kashti bana, jab hamara hukm aa jaaye aur tanvvor ubal pade, to , tu har qism ka ek ek joda us mein rakh le aur apne ahal ko bhi, magar un mein se jin ki baabath hamaari baath pehle guzar chuki hai, qabardaar jin logo ne zulm kiya hai, un ke baare mein, mujh se kuch kalaam na karna, wo to sab duboye jayenge