Surah An-Noor Verse 51 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Noorإِنَّمَا كَانَ قَوۡلَ ٱلۡمُؤۡمِنِينَ إِذَا دُعُوٓاْ إِلَى ٱللَّهِ وَرَسُولِهِۦ لِيَحۡكُمَ بَيۡنَهُمۡ أَن يَقُولُواْ سَمِعۡنَا وَأَطَعۡنَاۚ وَأُوْلَـٰٓئِكَ هُمُ ٱلۡمُفۡلِحُونَ
Iman laney walon ka kaam to yeh hai ke jab woh Allah aur Rasool ki taraf bulaye jayein taa-ke Rasool unke muqaddame ka faisla karey to woh kahein ke humne suna aur itaat ki, aisey hi log falaah paaney waley hain