Surah Al-Furqan Verse 20 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Furqanوَمَآ أَرۡسَلۡنَا قَبۡلَكَ مِنَ ٱلۡمُرۡسَلِينَ إِلَّآ إِنَّهُمۡ لَيَأۡكُلُونَ ٱلطَّعَامَ وَيَمۡشُونَ فِي ٱلۡأَسۡوَاقِۗ وَجَعَلۡنَا بَعۡضَكُمۡ لِبَعۡضٖ فِتۡنَةً أَتَصۡبِرُونَۗ وَكَانَ رَبُّكَ بَصِيرٗا
hum ne aap se pehle jitne rasool bheje sab ke sab khaana bhi khaate thein aur bazaaro mein bhi chalte phirte thein aur hum ne tum mein se har ek ko dosre ki azmaayesh ka zariya bana diya, kya tum sabr karoge? tera rab sab kuch dekhne wala hai