Surah Al-Furqan Verse 20 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Furqanوَمَآ أَرۡسَلۡنَا قَبۡلَكَ مِنَ ٱلۡمُرۡسَلِينَ إِلَّآ إِنَّهُمۡ لَيَأۡكُلُونَ ٱلطَّعَامَ وَيَمۡشُونَ فِي ٱلۡأَسۡوَاقِۗ وَجَعَلۡنَا بَعۡضَكُمۡ لِبَعۡضٖ فِتۡنَةً أَتَصۡبِرُونَۗ وَكَانَ رَبُّكَ بَصِيرٗا
(Aey Muhammad), tumse pehle jo Rasool bhi humne bheje thay woh sab bhi khana khane waley aur bazaaron mein chalne phirne waley log hi thay. Darasal humne tum logon ko ek dusre ke liye aazmaish ka zariya bana diya hai, kya tum sabar karte ho? Tumhara Rubb sab kuch dekhta hai