Surah Al-Furqan Verse 32 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Furqanوَقَالَ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ لَوۡلَا نُزِّلَ عَلَيۡهِ ٱلۡقُرۡءَانُ جُمۡلَةٗ وَٰحِدَةٗۚ كَذَٰلِكَ لِنُثَبِّتَ بِهِۦ فُؤَادَكَۖ وَرَتَّلۡنَٰهُ تَرۡتِيلٗا
Munkireen kehte hain “is shaks par saara Quran ek hi waqt mein kyun na utaar diya gaya? Haan, aisa is liye kiya gaya hai ke isko achhi tarah hum tumhare zehan nasheen karte rahein aur (isi garaz ke liye) humne isko ek khaas tarteeb ke saath alag alag ajzaa ki shakal di hai