Surah Al-Furqan Verse 7 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Furqanوَقَالُواْ مَالِ هَٰذَا ٱلرَّسُولِ يَأۡكُلُ ٱلطَّعَامَ وَيَمۡشِي فِي ٱلۡأَسۡوَاقِ لَوۡلَآ أُنزِلَ إِلَيۡهِ مَلَكٞ فَيَكُونَ مَعَهُۥ نَذِيرًا
aur unhone kaha ke ye kaisa rasool hai? ke khana khaata hai aur bazaaro mein chalta phirta hai, us ke paas koyi farishta kyo nahi bheja jaata? ke wo bhi us ke saath ho kar daraane wala ban jaata