Surah Al-Furqan Verse 7 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Furqanوَقَالُواْ مَالِ هَٰذَا ٱلرَّسُولِ يَأۡكُلُ ٱلطَّعَامَ وَيَمۡشِي فِي ٱلۡأَسۡوَاقِ لَوۡلَآ أُنزِلَ إِلَيۡهِ مَلَكٞ فَيَكُونَ مَعَهُۥ نَذِيرًا
Kehte hain “yeh kaisa Rasool hai jo khana khata hai aur bazaaron mein chalta phirta hai? Kyun na iske paas koi Farishata bheja gaya jo iske saath rehta aur (na maannay walon ko) dhamkata