Surah Al-Furqan Verse 8 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Furqanأَوۡ يُلۡقَىٰٓ إِلَيۡهِ كَنزٌ أَوۡ تَكُونُ لَهُۥ جَنَّةٞ يَأۡكُلُ مِنۡهَاۚ وَقَالَ ٱلظَّـٰلِمُونَ إِن تَتَّبِعُونَ إِلَّا رَجُلٗا مَّسۡحُورًا
Ya aur kuch nahin to iske liye koi khazana hi utaar diya jata, ya iske paas koi baagh (garden) hi hota jissey yeh (itminaan ki) rozi haasil karta”. Aur zaalim kehte hain “ tum log to ek sehar zadah (bewitched) aadmi ke peechey lag gaye ho”