Surah An-Naml Verse 18 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Namlحَتَّىٰٓ إِذَآ أَتَوۡاْ عَلَىٰ وَادِ ٱلنَّمۡلِ قَالَتۡ نَمۡلَةٞ يَـٰٓأَيُّهَا ٱلنَّمۡلُ ٱدۡخُلُواْ مَسَٰكِنَكُمۡ لَا يَحۡطِمَنَّكُمۡ سُلَيۡمَٰنُ وَجُنُودُهُۥ وَهُمۡ لَا يَشۡعُرُونَ
Ek martaba woh unke saath kooch (marching) kar raha tha) yahan tak ke jab yeh sab chuntiyon (ants) ki waadi(valley) mein pahunchey to ek chunti (ant) ne kaha “ Aey chunityon , Apne bilon (holes) mein ghuss jao, kahin aisa na ho ke Sulaiman aur uske lashkar tumhein kuchal daalein aur unhein khabar bhi na ho”