Surah Al-Qasas Verse 29 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Qasas۞فَلَمَّا قَضَىٰ مُوسَى ٱلۡأَجَلَ وَسَارَ بِأَهۡلِهِۦٓ ءَانَسَ مِن جَانِبِ ٱلطُّورِ نَارٗاۖ قَالَ لِأَهۡلِهِ ٱمۡكُثُوٓاْ إِنِّيٓ ءَانَسۡتُ نَارٗا لَّعَلِّيٓ ءَاتِيكُم مِّنۡهَا بِخَبَرٍ أَوۡ جَذۡوَةٖ مِّنَ ٱلنَّارِ لَعَلَّكُمۡ تَصۡطَلُونَ
jab hazrath Mosa(alaihissalaam) ne muddath puri karli aur apne ghar waalo ko le kar chale, to ko-he toor ki taraf aag dekhi, apni biwi se kehne lage tehro! main ne aag dekhi hai, bahuth mumkin hai ke main wahaa se koyi qabar laao ya aag ka koyi angaara laao, ta ke tum sek lo