Surah Al-Qasas Verse 29 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasas۞فَلَمَّا قَضَىٰ مُوسَى ٱلۡأَجَلَ وَسَارَ بِأَهۡلِهِۦٓ ءَانَسَ مِن جَانِبِ ٱلطُّورِ نَارٗاۖ قَالَ لِأَهۡلِهِ ٱمۡكُثُوٓاْ إِنِّيٓ ءَانَسۡتُ نَارٗا لَّعَلِّيٓ ءَاتِيكُم مِّنۡهَا بِخَبَرٍ أَوۡ جَذۡوَةٖ مِّنَ ٱلنَّارِ لَعَلَّكُمۡ تَصۡطَلُونَ
Jab Moosa ne muddat poori kardi aur woh apne ehal-o-aayal(family) ko lekar chala to Toor ki jaanib usko ek aag nazar aayi.Usne apne ghar walon se kaha “thehro, maine ek aag dekhi hai, shayad main wahan se koi khabar le aaoon ya is aag se koi angara hi utha laaon jissey tum taap sako.”