Surah Al-Qasas Verse 50 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasasفَإِن لَّمۡ يَسۡتَجِيبُواْ لَكَ فَٱعۡلَمۡ أَنَّمَا يَتَّبِعُونَ أَهۡوَآءَهُمۡۚ وَمَنۡ أَضَلُّ مِمَّنِ ٱتَّبَعَ هَوَىٰهُ بِغَيۡرِ هُدٗى مِّنَ ٱللَّهِۚ إِنَّ ٱللَّهَ لَا يَهۡدِي ٱلۡقَوۡمَ ٱلظَّـٰلِمِينَ
Ab agar woh tumhara yeh mutalaba poora nahin karte to samajh lo ke dar asal yeh apni khwahishat ke pairo hain, aur us shaks se badh kar kaun gumraah hoga jo khudayi hidayat ke bagair bas apni khwahishat ki pairwi karey? Allah aise zaalimon ko hargiz hidayat nahin bakshta