Surah Al-Qasas Verse 54 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasasأُوْلَـٰٓئِكَ يُؤۡتَوۡنَ أَجۡرَهُم مَّرَّتَيۡنِ بِمَا صَبَرُواْ وَيَدۡرَءُونَ بِٱلۡحَسَنَةِ ٱلسَّيِّئَةَ وَمِمَّا رَزَقۡنَٰهُمۡ يُنفِقُونَ
Yeh woh log hain jinhein unka ajar do baar diya jayega us saabit qadami ke badle jo unhon ne dikhayi. Woh burayi ko bhalayi se dafa karte hain aur jo kuch rizq humne unhein diya hai usmein se kharch karte hain