Surah Al-Ankaboot Verse 45 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Ankabootٱتۡلُ مَآ أُوحِيَ إِلَيۡكَ مِنَ ٱلۡكِتَٰبِ وَأَقِمِ ٱلصَّلَوٰةَۖ إِنَّ ٱلصَّلَوٰةَ تَنۡهَىٰ عَنِ ٱلۡفَحۡشَآءِ وَٱلۡمُنكَرِۗ وَلَذِكۡرُ ٱللَّهِ أَكۡبَرُۗ وَٱللَّهُ يَعۡلَمُ مَا تَصۡنَعُونَ
jo kitaab aap ki taraf wahi ki gayi hai, ise padiye aur namaaz qaayam kare, yaqinan namaaz be hayaayi aur buraayi se rokti hai, beshak Allah ka zikr bahuth badi cheez hai, tum jo kuch kar rahe ho, us se Allah qabardaar hai