Surah Al-Ankaboot Verse 61 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Ankabootوَلَئِن سَأَلۡتَهُم مَّنۡ خَلَقَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضَ وَسَخَّرَ ٱلشَّمۡسَ وَٱلۡقَمَرَ لَيَقُولُنَّ ٱللَّهُۖ فَأَنَّىٰ يُؤۡفَكُونَ
Agar tum in logon se pucho ke zameen aur aasmaano ko kisne paida kiya hai aur Chand aur Suraj ko kisne musakkhar kar rakkha hai, to zaroor kahenge ke Allah ne, phir yeh kidhar se dhoka kha rahey hain