Surah Aal-e-Imran Verse 105 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranوَلَا تَكُونُواْ كَٱلَّذِينَ تَفَرَّقُواْ وَٱخۡتَلَفُواْ مِنۢ بَعۡدِ مَا جَآءَهُمُ ٱلۡبَيِّنَٰتُۚ وَأُوْلَـٰٓئِكَ لَهُمۡ عَذَابٌ عَظِيمٞ
Kahin tum un logon ki tarah na ho jana jo firqon mein batt gaye aur khuli khuli wazeh hidayaat paney ke baad phir ikhtilafaat mein mubtila huey. Jinhon ne yeh rawish ikhtiyar ki woh us roz sakht saza payenge