Surah Aal-e-Imran Verse 117 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranمَثَلُ مَا يُنفِقُونَ فِي هَٰذِهِ ٱلۡحَيَوٰةِ ٱلدُّنۡيَا كَمَثَلِ رِيحٖ فِيهَا صِرٌّ أَصَابَتۡ حَرۡثَ قَوۡمٖ ظَلَمُوٓاْ أَنفُسَهُمۡ فَأَهۡلَكَتۡهُۚ وَمَا ظَلَمَهُمُ ٱللَّهُ وَلَٰكِنۡ أَنفُسَهُمۡ يَظۡلِمُونَ
Jo kuch woh apni is duniya ki zindagi mein kharch kar rahey hain uski misaal us hawa ki si hai jismein pala ho (accompanied with frost) aur woh un logon ki kheti par chale jinhon ne apne upar aap zulm kiya hai aur usey barbaad karke rakhde, Allah ne inpar zulm nahin kiya, darhaqeeqat yeh khud apne upar zulm kar rahey hain