Surah Aal-e-Imran Verse 120 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranإِن تَمۡسَسۡكُمۡ حَسَنَةٞ تَسُؤۡهُمۡ وَإِن تُصِبۡكُمۡ سَيِّئَةٞ يَفۡرَحُواْ بِهَاۖ وَإِن تَصۡبِرُواْ وَتَتَّقُواْ لَا يَضُرُّكُمۡ كَيۡدُهُمۡ شَيۡـًٔاۗ إِنَّ ٱللَّهَ بِمَا يَعۡمَلُونَ مُحِيطٞ
Tumhara bhala hota hai to unko bura maloom hota hai, aur tumpar koi museebat aati hai to yeh khush hotey hain, magar inki koi tadbeer tumhare khilaf kaargar nahin ho sakti basharth yeh ke tum sabr se kaam lo aur Allah se darr kar kaam karte raho. Jo kuch yeh kar rahey hain Allah uspar haawi hai