Surah Aal-e-Imran Verse 146 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranوَكَأَيِّن مِّن نَّبِيّٖ قَٰتَلَ مَعَهُۥ رِبِّيُّونَ كَثِيرٞ فَمَا وَهَنُواْ لِمَآ أَصَابَهُمۡ فِي سَبِيلِ ٱللَّهِ وَمَا ضَعُفُواْ وَمَا ٱسۡتَكَانُواْۗ وَٱللَّهُ يُحِبُّ ٱلصَّـٰبِرِينَ
Issey pehle kitne hi Nabi aisey guzar chuke hain jinke saath milkar bahut se khuda paraston ne jung ki, Allah ki raah mein jo museebatein unpar padin unse woh dil shikashta nahin huey, unhon ne kamzori nahin dikhayi, woh ( baatil ke aagey) sarnagon (abase) nahin huey, aisey hi saabiron ko Allah pasand karta hai