Surah Aal-e-Imran Verse 28 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranلَّا يَتَّخِذِ ٱلۡمُؤۡمِنُونَ ٱلۡكَٰفِرِينَ أَوۡلِيَآءَ مِن دُونِ ٱلۡمُؤۡمِنِينَۖ وَمَن يَفۡعَلۡ ذَٰلِكَ فَلَيۡسَ مِنَ ٱللَّهِ فِي شَيۡءٍ إِلَّآ أَن تَتَّقُواْ مِنۡهُمۡ تُقَىٰةٗۗ وَيُحَذِّرُكُمُ ٱللَّهُ نَفۡسَهُۥۗ وَإِلَى ٱللَّهِ ٱلۡمَصِيرُ
Momineen ehle iman ko chodh kar kafiron ko apna rafeeq aur dost hargiz na banayein, jo aisa karega uska Allah se koi talluq nahin, haan yeh maaf hai ke tum unke zulm se bachne ke liye bazahir aisa tarz e amal ikhtiyar kar jao, magar Allah tumhein apne aap se darata hai aur tumhein usi ki taraf palat kar jana hai