Surah Aal-e-Imran Verse 30 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranيَوۡمَ تَجِدُ كُلُّ نَفۡسٖ مَّا عَمِلَتۡ مِنۡ خَيۡرٖ مُّحۡضَرٗا وَمَا عَمِلَتۡ مِن سُوٓءٖ تَوَدُّ لَوۡ أَنَّ بَيۡنَهَا وَبَيۡنَهُۥٓ أَمَدَۢا بَعِيدٗاۗ وَيُحَذِّرُكُمُ ٱللَّهُ نَفۡسَهُۥۗ وَٱللَّهُ رَءُوفُۢ بِٱلۡعِبَادِ
Woh din aane wala hai, jab har nafs apne kiye ka phal hazir payega khwa usne bhalayi ki ho ya burayi. Us roz aadmi yeh tamanna karega ke kaash abhi yeh din ussey bahut door hota! Allah tumhein apne aap se darata hai aur woh apne bandon ka nihayat khair khwa hai